Monday, February 1, 2010

Dard Shayaris and Ghazals…

1.Dard se khelna sikh gaye hum
Bewafayi ko jhelna sikh gaye ham
kya btayeHame zindagi ne kis kadar saqth bana diya,
Ke maut se pehle kafan odna b sikh gaye hum!

2.Hamne tho apna dil unke hath me thama tha..
Mohabbt karte hai unse ye ehsaas dilaya tha..
unhone b kya koob natak nachwaya tha..
tod k dil bazar me dande se tookwaya tha..
dil to pagal tha sab kuch seh paya..
dek k unki bewafi kuch na kr paya..
rooh ko apni izaat pyari thii..
kaa k kasam mouth ko apni gale lagwaya…

3. Kisi Aur k naam ki mehandi apne hatho me tho tum saja chuki ho,
sirf rang utar na baki hai,
hamara dil tod k tum hamari jaan lechuki ho,
sirf kafan se chupana baki hai…..

4. Le gayi sb kuch magar bas kafan rehne dia,
Yuhi meri zindgi ka aakhri rehnuma rehne dia,
Hum gaye the unko loutane k liye.
Wo kha k raham rehne diya

5. Mili he bahut saja unse Dil lagane ki
Nazr lag gai mere pyar ko zmane ki
Mar kar bhi KABAR se Nikle rahe dono hath
Arju rh gai unhe gale Lgane Ki.

6. Unko Jana Tha bait k Doli me wo Chale Gaye
Hamko rokna Tha magr roke na ruke
Dhono ka safar tho shuru ho gaya tha,
Fark To Sirf Itna Tha,Unko doli me bitaya gaya,
aur Hame dole me sulaya gaya…..

7. “Kafan na dalo mere Chehre par.
” mujhe Aadat hai muskuraney ki.”
aaj ki raat na dafnao mujhe yaroon,
”aaj umeed hai unke Aane ki”..:

8. Mohabbt me yeh Hum kahan agaye!
Ghar se nikle the aur Maikane pahunch gaye,
ye mohbbt bhi kya cheez hai yaro,
jab ek moqaam se nikal gaye,
tho dusre moqaam pahunch gaye,
jab maikane se nikle the,
Aaj kabrstan pahunchaye gaye..

9. Khuda ki mahobbat fanah kaun karega..
Sabhi nek ban gaye to gunah Kaun karega..
Aye khuda bewafa sanam ko bachaye rakhna..
Warna hamari maut ki dua kaun karega…

No comments:

Post a Comment