Monday, February 1, 2010

Dil Ke Aangan Me Koi Ayaa He…

Dil ke aangan me koi aya he
Saath apne bhar laya he Har taraf phool
Aur kalian hei kitni
Dil kash dil ki galian hein
Us ke ane se mere jiwan meSari dunia ki khushia he
Raat din us ko humne manga tha
Aap ne rab se dua ye karte the
Usne sunali hamare dil ki duaAb to sajan ki bahei meri hei
Har taraf pyar ka nazaara heHar taraf chandni si bikheri he
Us ki sansoo me aesi khushboo he
Jese kalio ki he khushboo he
Us ki rangat he doodh ke kesi
Chandni fiki us me lagti he
Us ki aankhon me he nsha aesa
Sare mekhane fike lagte hei
Bhigi zulfen us ki mujhko to
Kale badal ghanere lagte hei
Bhigta hu merzo barish meSawan aya aesa lagta he
Us ke ane se dil ke angan meHar taraf pyar ka nzaara he
Dunia lag ti he jese jannat he
Kya moohabbat ka ye nzaara he
Rab se karte hei ab dua ham
To qyamat ho jo hmara he
Us ki bahon me gar maot aye
Wo nazaara bhi ham ko pyara he
Ishq or pyar kar ne walon ko
ki duao ka ye nazrana he …
Apnakhyal rkhna

No comments:

Post a Comment