Thursday, February 25, 2010

shayari

Ja to rahen hain muskurake,
dard hota hain dil mein;
Aapko dikhta hain ki main khush hun,
magar yeh dil rota hain akeyle main!!!
—————————————
kaash meri zindagi mein koi sapna sach hota,
kaash meri zindagi mein koi apna hota,
kaahs meri zindagi mein yaaroon;
kaash hi na hota!!!
—————————————
Sapna Ek lekin mushkile hazar hain,
Tanhayie aur gum to mere bachpan ke yaar hain,
ab to yeh dil maut ke liye bhi taiyaar hain,
kyunki is zindagi mein hume sirf bewafaon se pyaar hain!!!

____________________________

KHWAAB

KHWAAB dekhte ab dil thak chukaa hai
mera har khwaab patthar sa hua hai
sheesha hota to ttotne ka ghum n ahi hota
yeh to patthar hokar fir toot gayaa hai
—————————————-
Toote hooey is patthar jaise
Kabhi kisi ka dil na ho
Bikhre huae dil ke tookade
Kabhi kisi ke takdeer mein na ho..

___________________________________

Ja to rahen hain muskurake,
dard hota hain dil mein;
Aapko dikhta hain ki main khush hun,
magar yeh dil rota hain akeyle main!!!
—————————————
kaash meri zindagi mein koi sapna sach hota,
kaash meri zindagi mein koi apna hota,
kaahs meri zindagi mein yaaroon;
kaash hi na hota!!!
—————————————
Sapna Ek lekin mushkile hazar hain,
Tanhayie aur gum to mere bachpan ke yaar hain,
ab to yeh dil maut ke liye bhi taiyaar hain,
kyunki is zindagi mein hume sirf bewafaon se pyaar hai

__________________________________

Khata karti hai yeh aankhein,
Saza pata hai yeh dil,
Dekha tumhe chahti hai yeh ankhein,
Bekarar rehta hai yeh dil,
Ankhon ki saza pata hai ,
Lekin firbhi akelemain muskurata hai dil
Jo tum ho toh khilkhilata hai
Jo Tum nahi to murjha jata hai yeh dil,
Tumhare khayalo main dubjata hai
Saari duniya ko bhoola jata hai dil,
Fir ek din tumko dil ki baat batata hai
Ankhein jukha ke kya kuch keh jata hai yeh dil,

No comments:

Post a Comment