kyaa paaya humne duniya me aa kar,
lipte hue hain ghunaaho me hum,
sisak rahi hai zindagikya huwa kyon hum bhul gaye Insaaniyat koPahen liya hai farebon ka chola,
sisak rahi hai zindagi Kyon tarpaate ho EHSAAS RUH ko apneWah bhechaari machal rahi hai,
sisak rahi hai zindagiKuchh socho kuchh yaad karo bhul gaye ho jo FArz yaaronKuch to sudhaaro khudko yaaron,
sisak rahi hai zindagi Bhaaeechara bechara ro raha haiKhun beh rahi hai aankhon se uske,
sisak rahi hai zindagiZekhm pe uske merhm to rakho,
kuch to hoga tumhare paasTalaash karo nange nahi ho insaniyat me tum,
sisak rahi hai zindagi Dusron ko bharose kab tak rahoge EHSSASKhud ko bhi to tayyaar karo,
sisak rahi hai zindagiAankhon se apne nafrat ko nikaalon,
khud apni mishaal banobaanton khusi ko apne, gham ki parwaah na kar,
sisak rahi hai zindagi Tumhaari zarurat hai is duniya ko yaaronRo rahi hai bahut si aankhen,
sisak rahi hai zindagiHaanth barhaaon gaalon tak unkeKuch unke yaar madadgaar gaar bano,
sisak rahi hai zindagi Ek fariyaad hai is naacheej ki tumseNefrat chhoro aur pyaar karo,
sisak rahi hai zindagiRo ro kar behaal hue jo kuchh unki parwaah karoKuchh nange hain talaash me tumhaarekuch bhuke hain dhund rahe,
sisak rahi hai zindagi...!!!
No comments:
Post a Comment